LABON KA KAROBAAR LYRICS – BEFIKRE | RANVEER SINGH
LABON KA KAROBAAR LYRICS – BEFIKRE | RANVEER SINGH
Labon Ka Karobaar Lyrics from Befikre (2016) sung by Papon. This song is composed by
Vishal-Shekhar with lyrics penned by Jaideep Sahni. Befikre movie stars Ranveer Singh,
Vaani Kapoor. And directed by Aditya Chopra.

Song :- Labon Ka Karobaar
Movie :- Befikre
Singer :- Papon
Music :- Vishal-Shekhar
Lyrics :- Jaideep Sahni
LABON KA KAROBAAR LYRICS – BEFIKRE
Jebon mein bikhre hai taare
Khaali hua aasmaan
Hathon mein dhoop hai mere
Barfila baaki jahan
Rooh gaaye jhoome jaaye
Dil kahe baar baar
Ishq kar le, ishq jee le
Ishq labon ka karobar
Jebon mein bikhre hain taare
Khaali hua aasmaan
Hathon mein dhoop hai mere
Barfeela baaki jahan
Dhoop mein ishq chaun
Dard mein aaraam
Makhmali har raat
Sharbati har shaam
Ishq ka leke naam
Dil se nikle salaam
Na chhupa na daba
Hoja tu belagam
Ishq bina teri shaamein
Khaali khanakte jaam
Ishq karam se raatein
Jo na chamakte chaand
Rooh gaaye jhoome jaaye
Dil kahe baar baar
Ishq kar le, ishq jee le
Ishq labon ka karobaar
Jebon mein bikhre hain taare
Khaali hua aasmaan
Hathon mein dhoop hai mere
Barfeela baaki jahan
Ishq labon ka karobaar
No comments: